Monday, 6 February 2017

battery ko jaldi charge kaise karein


To dosto mai apko ek sasta aur asan tarika batata hun. Jisse aap sabhi phone users jinky pas removeble battery wala phone hai unki samsay kam ho sakti hai To dosto apko iske liy chahiye
.ek charger koi bhi.two safty pins ya khrab universal charger just am tor par dadu charger bhi kahty hai.yeh apki kis typ ki battry hai uspar depand karta hai

.aur phone battery
Aap chahe to 2 ya usse adhik batterys bhi rakh sakte hai jo apke phone mai lagti ho

Ham sab janty hai ki phon ki battry kitni bhi badi kyu na ho. par wo jald hi khatam ho jati hai. Kbhi power bank bhi nahi hota. Aur saffar mai charge bhi nahi kar saktey.

To ab ham apko batate hain ki yah tarika kaise kam karta hai
Aap koi bhi purana charger use kar sakty hain jo apky kam ka na ho bas voh chalta hona chahiye .
Ab apko karna kya hai ki us charger ke aagey.  Ki charg wali kili kat de.kyon ki ismy kili ki koi jrurat nahi ab aap charger se niklti don taaro ko cheel lein.

Ab dono taaro k aagy ek sefty pin laga dein agar apki battery dusri tarah ki hai to dono taron ko universal charger ki dono pin k saath jod de

Ab aap charger ke +ve wire(red,white ya green) ko battry ky +ve terminal se aur or -ve wire(black,green,blue) ko battery k -ve terminal se jode de aur ab charger ko plug kar de
Sirf 20-30 minute mein apki bettry 100%charge ho jayge krypya battery ko 3o minute se adhik na lagaye
Aap chahe to 2 ya isse adhik battery bhi rakh sakte hen jisse aap sabhi battery ko charge rakh sakty hai aur saffar ke Duran unka use kar sakty hai

No comments:

Post a Comment