Pahla tarika hai reflection jisme aap WiFi ke signals ko reflect karke onki matra bada sakty hai
Aur dusra tarika he anteena ke dwara yeh tarika jayada tar cumputer ya leptop ke saath use hota hai
1st mathod
Iske liye apko chahiye sirf aluminium foil aur koi bhi chatari ky akaar ka bartan ya ek plate jo thodi gol ho
Apko bas foil ko plate ke upar chipkana hai jaisa ki photo main dhikhaya gaya hai
Phir us plate ko mobile ke upar aise pakde jisse plate ka reflection sidha apke mobile par pade isse hoga kya ki WiFi k signal plate se reflect hokr focus hote hue sidha apki plate par padenge
Is baat ka dhyan rakhna ki plate ki reflection wali sateh WiFi ke source ki aur honi chahiye
Best k liye apky paas agar koi dish ki chatri padi hai to aap uska upyog bhi kar saktey
Bas chatri par foil chipkaen phir usko WiFi ki aur kre or apny mobile ko chatri k focus par set kare aur paye jyada rang isi tareeky se aap apne WiFi router ki rang bhi bada sakty ho jaisa ki photo mai dhikhaya gaya hai
Isky baad hum anteena wale booster ki baat karty hai
Isme aap copper wire ko ak anteena k roop main use kar sakty hai jesa ki photos main dikhaya gaya hai
Copper wire k dusri taraf usb cable ko jode kar ise cumputer se connect kar sakty ho
Thanks for reading this page
No comments:
Post a Comment