Showing posts with label Hindi. Show all posts
Showing posts with label Hindi. Show all posts

Tuesday, 21 March 2017

low wifi signals ki shmta badhay

To dosto aaj main apko bataonga ki kise door ke or kam rang wale WiFi ki rang kaise baday iasa karny k do tarike hen jisse app kisi door k WiFi ki rang asani se bada sakty ho

Pahla tarika hai reflection jisme aap WiFi ke signals ko reflect karke onki matra bada sakty hai
Aur dusra tarika he anteena ke dwara yeh tarika jayada tar cumputer ya leptop ke saath use hota hai

Monday, 6 February 2017

battery ko jaldi charge kaise karein


To dosto mai apko ek sasta aur asan tarika batata hun. Jisse aap sabhi phone users jinky pas removeble battery wala phone hai unki samsay kam ho sakti hai To dosto apko iske liy chahiye
.ek charger koi bhi.two safty pins ya khrab universal charger just am tor par dadu charger bhi kahty hai.yeh apki kis typ ki battry hai uspar depand karta hai